Types of personality
Types of personality
कितने type के इंसान होते हैं क्या आप जानते हैं ?
Dosto is
article mein hum aaj baat karenge personality ke baare mein. personality ak
aisy language hain jis ke sahare
hum kisi ke bhi apne charitra ke baare mein
bata sakte hain. Personality shift chal chalein ko nahi bolte hain Iske alawa
bhi bhakti ke baare mein bahut kuch kehte hain. Waise to bahut sare video
article hain jahan par bataya gaya personality develop kaise kare aur Sikha bhi
jata hai.Lekin dosto acche kapde pehan na, achi baatein karna, english mein
baatein karna isko personality nahi kaha jata
hain yeh To hai grooming.
Personality seekhne se pahele hum jante hain personality
kitne tarah ke hote hain. Toh dosto aaiye jante hain.
![]() |
types of personality |
Types of personality:
ish article
mein hum janenge 10
type ke personality ke baare mein.
1. narcissistic personality:
Yeah log apne
aapko bahut bada aadmi samajhte hai
.Power, Pratibha Sunder se yeah log apne aap ko
doosre se alag samajhte hain. In ko lagta hai in ke jaisa koi nahi hain.
Jahan par kuch milega waha per ye lag jayega. Jis ke sath dosti
karne main labh hoga unke saath hi dosti karega. aur jab in logon ka kaam ho
jayega tab yeah
log dosti tod denge.Apne society main in se bara aadmi se rishtey
rakhne ki koshish karega. Un logo ko respect dete hain. Yeh
to zahid si baat hai bada aadmi
ko to respect dena hi padega. Lekin yeh log alag hai . Bivreet
garib aadmi ko yeah lock kutta-billi ki tarah dekhta hai . Garib logo ko
yeah log paas ghisne nahi deta hain.
Ahankar
bhav inke baaton mein, chal chalein mein
paya jata hai.
Samvedansheel
in mein com paya jata hai.Dusro ke
bhavnao ko yeah log nahi samajhte hain. Dusro ke liye sahanubhuti bhi nahi hain
in logoke man mein. Iske alawa dusro ki success bhi dekha nahi
jata. In ke raste mein agar koi aa jaye
to yeah log jaise bhi karke unko rashte se hata lenge chahe jo bhi karna pade.
Yeah to gayi
narcissistic personality ke baare mein.Ab baat karenge borderline personality
ke baare mein.
2. Borderline personality:
Inki nature emergency ki tarah hoti hai. Yeah
log jyada nahi sochte hai. Arthat bina sauske hi kuch bhi karte hain.Koi bhi
kaam ho karne ke liye jyada nahi sochte.
Bina soch ke hai kar baithte Hain. Iske alawa jor jor se gadi chalana. I mean
khatarnak driving, sabdhani ke bina jaunno sambhog karna in main rujhan deka
jata hai. Isme aatma nuksan ho sakta hai
jaan ke bhi yeah log karte hain. Inke
deemak kabhi thik rehta hai toe kabhi kharab jisko kehte hai mood swing.Jyadator yeah log apne aap ko akelapan mehsoos karta hai.
Ab teesra
personality ke baare mein baat karenge.
3. Antisocial personality:
Yeah log
animesh, laparwah hote hain. in logo ke
man mein koi pyar nahi hota hein. Bahut
buri tarah se nasha karna , youno sambhog karna
in logoka Aadat hain. Doosre ki
filling ko in lok nahi samajhte hain apne sath ke allahaba in log kuch nahi jante. Kuch bhi
kaam karte hai Toe apne sarth ke liye hee. Maar dunga,
Gundagardi Hatya, Balatkar sab kuch kar pate hai ye log. Aparat karke in logon ka koi anutap nahi hota
hai. Lekin dosto, ek baat Hum sunte
hi aaye hai, Jo Jaisa kaam karega unko
basa hai fall milega. Isiliye in logon ke jeevan mein koi shanti bhi nahi rehta
hain.
4. Avoidant personality:
yeah log
hamesha hi dusro ke upar depend rehta hai. In logo ke man mein self depend kaam
rehta hai. Yeah log apne aap ko bahut sotta samajhte hain. Sab ke sath milte
julte rahena in ka achha nahi lagta .Yeah
log koi alochana pasand nahi karta. Koi doosre log inke galti ka ehsaas
kar deta hai to yeah log bohut Pareshan feel karta hai. Archa nahi lagta
hai inhai. ore samajik dieto lene se bhi darta hai . qyuki reject hone ki dar
se aur osarman hone ki dorr se. Isliye
yeah log bore bore kam mein entry hi nahi hoti hain.
Five number
ke personality bol ne se pehle
Main ek baat bata du dosto, yeah jo article main bata raha hoon.Isme koi bhi person ko chota karne ke liye
nahi.Kitabo mein jo likha hai wahi mai aap ko sirf bata raha hoon. Agar koi bhi
person aisa samajhta hai, toe unko main request karunga abhi ke abhi yea post
pardna band kare.
Agar aap
samajhte hain yeh pardna zaroori hai to aap padh lijiye. to bina samay gabai shuru karte hain hamare
pachoba number.
5. histrionic personality:
logo ko
dikhane ke liye yeah log hero,
heroine ki tarah dekhte hai. Yani ki
over smart dekhate hain .In logon ka mann mein pyar nahi hota hai lekin
yeh log pyar ka natak karte hain . Sab logon ke saath milke jhulte rahete
hain yeah log. Lekin
usme antarikta nahi rehte.Yeh log mehangai bostu gift dekar apna mehatba barana chahte hain. Adhik sidha sadha
Log yani simple person ko yea log pasand nahi karte hain unko paas aane nahi
deta hain. Bari bari dialogue bolna yeah
log Jante hain. Lekin job kam karne ki
bari aati hai tab kaam karne mein darti
hai. Isliye apne family ko sambhalna bhi
nahi pate hai yeah log. Iske alawa ye log darr ti bhi hai bohut.in logon ke aur
ek negative hain, yeah log dusro ki
under mein rehna hai pasand karte hain. Lekin man ke chalna bhi nahi pate hein.
In ka dard hota hain.
6. Paranoid personality:
Yeah log kisi ko bhi
believe nahi karta. Aas paas ke porous ,
apne friend ore rishtedar kisiko bhi dil se yakeen nahi karta. Sab ko sandeh karta hai. Husband artharva wife ke character leke hi in ke man mein sandeh rehta hain, yeah log
samajhte hain mere saathi
ho sakta hai purushgami arthava strigami.Apne kaam ke working
partner ko bhi sandeh karta hai.yeah log samajhte Hain inke partner
ho sakta hai inke bosske kan mein kuch kaha hoga inke barame.
har samay kisi na kisi ko sandeh kartei rehta hain.Yeah
log samajhte Doosre log inke nuksan
karna chahata hain. Isliye yeah log sab ke upar carri nazar rakhta hain.Yeah
log jhagra bhi karte hain bohut jada.
Harsamay dusro ke dosh dekhta hain. Lekin khud ki dosh nahi dekh te hain. Yeah log open
mind se baat nahi karte hain. Kisi ke sath milna bhi pasand nahi karte.
Isliye in ke dost kaam hote hain.
7. Anxiesty personality:
Yeah log har samay
duschinta main rehte hain.Dusro ke bina yeah log ak per bhi aage nahi chalta
hain. I mean dusro ke bina kuch bhi kaam yeah log nahi karta hain.
8. Schizoid personality:
Yeah log self depend hote hain. Doosre logo ke sath milna
julna yeah log nahi pasand karte hain. Jyada baatein bhi nahi karta hain. Is nature
ki hone se baje se in logon ke friend bhi kam rehte hain.
9. Dependent personality:
Yea log hamesha hi
weak mine ke hote hain. Harsamay yeah sochke rehete hain.
10. Obsessional personality:
Yeah log important cheese ke alawa unimportant cheese ko jada
karta hain.Isliye koi bhi kam pura karneme in logoko jada somoi lagta
hain.Lakin yeah log somoi ke sath chalte
hain.
Toh Dosto
yeah post apko kesi lagi. Agar archa lage hain toh Jarur comment kijiyega.
Thank you
Comments
Post a Comment